← रजिस्टर
दर्ज
Shriman Shri shubhkaran Ji Parshad Mera aapse nivedan hai ki mera Makan naya Shahar thane ke pass Badi eidgah Ke Aage hai aur Yahan per light Ki uchit vyavastha Nahin Hai Jiske Karan Kuchh asamajik tatv ratri ko Nasha Aadi Karte Hain To Meri aapse yah vinati hai kirpaya yahan per Ek streat light lagakar Yahan Roshani pradan Karen jisse Yahan per asamaji tatv ka Aana Kuchh kam Ho Aur hamen bhi pata chal sake ki Yah Kuchh asamajik Tatv Kuchh galat gatividhi to nahin kar rahe hain। dhanyvad
44/113 · Eidgah Bari ke bahar naya Shahar thane ke pass Masjid ke aage · स्ट्रीट लाइट
तय तारीख़ 16 अक्टूबर थी। अभी तक नहीं हुआ।